Hello , Dear Readers. MyteachWorld blog me aapka ek bar fir se swagat hai. Dosto aaj ka mera topic hai "Android Phone par kisi bhi App Lock ko kaise Bypass/Hack Kare? Dosto aaj kal lagbhag sbhi user Android Smart Phone use karte hai. Aur apne Android Phone par Kisi secret data ya apps ko secure karne ke liye App Lock use karte hai. Kyoki aapko lgta hai aapne jis app ko Locked kar diya hai, use koi access nhi kar sakta hai Begair Password ke. To dosto ye aapki galat fehmi hai. Aaj mai aapko aisi trick ke bare me btaunga . Jisse aap kisi ke bhi Locked Application ko begair Password ke Unlock kar sakte hai. To aap bhi agar sikhna chahte hai, to aap meri post akhiri tak padhte raheye.
Friends yaha mai jo trick btane ja raha hu . Iss trick ko aap easily use kar sakte hai. Iske liye aapko root karne ki jarurat bhi nhi hai.
To dosto chaleye suru karte hai.
STEP1: Sabse pehle aapko apne Android Phone ki Setting me jana hai .
STEP2: Ab aapko apps par jana hai . Agar aapke phone me Apps nhi show ho raha hai . To aapke Phone me Application Manager ho sakta hai.
STEP3: Iske bad jb aap application manager par Click karenge to aapko kuch apps dikhenge. Jo aapke phone me pehle se Install honge. Wahi par aapko Applock dikhega (Jo bhi app lock use kr rhe hai) Us par aap click kijeye.
STEP4: App Lock par click karne ke bad aapko 2 Options dekhenge "Force Stop" aur "Uninstall" ka. Ab aapko "Force Stop " par click karna hai. Jaise he aap us par click karenge aapka App Locked Work karna band kar dega . Aur aap aasani se protect apps ko easily open kar sakte hai.

No comments:
Post a Comment