Thursday, 1 December 2016

How to Capture Photos Secretly in hindi?



                  Hello friends , aaj ka mere topic hai. Aap apne  Android device se chupke se photo kaise le?  Dosto kai bar aisa hota hai . aap kisi chez ki photo khichna chahte ho , lekin aap khich na paye ho. Kyoki uss jagah photo khichna allowed nhi hota. To aaj is post me hum aapko aise App ke bare me btaunga jiska name hai "Spy Camera" Aur iski madad se aap badi aasani se bina kisi ke pta chale aap photo le sakte hai.



   Requirement

    ⦁ Android Device
    ⦁ Spy Camera  Download


Step1:-  Sabse Aap ko apne phone ke  PlayStore me jana hai aur waha se Spy Camera name ke aap ko apne phone me download karna hai . Aap iss app ko niche di hui link par click karke download kar sakte hai.

Step2:- Ab aapko Spy Camera App ko open karna hai.  aap nichhe  di hui image par dekh sakte hai.




Step3:-  Ab aapko setting par jana hai . or waha se apne jarurat ke anusar setting ko save kar lena hai. 


 Frends jaise aap dekh rhe hai maine apni jarurat ke anusar setting save kar li hai. mai aapko bta du ki ye MyBook ek icon hai . jaha se aapko image capture karna hai. waha aapko ye MyBook ka icon najar aayega . Bs Aapko usi par click kr dena hai .


aap uper se dekh sakte hai . maine jo MyBook pr click kiya tha . ye wahi icon hai. jb aap iss icon par click karenge to photo capture kar li jayegi or kisi ko pta bhi nhi chalega.
                   
                                          Friends meri aaj ki post kaisi lgi . agar aapko koi problem aarhi ho setting savr karne me . to aap mujhe comment kar sakte hai. aur agar aapko meri post achhi lgi to aap isse jyada se jyada share kare. thank u.

No comments:

Post a Comment