Hello, Dear Reader . You are wellcome . Mera aaj ka Topic hai Android Phone Hota Kya hai? Mobile Technology ke Dunia me Android ka Nam Aap ne Suna hi hoga ki Android Ekk Operating System hai Jise Smartphone me Use kiya jata hai par Kya Aapko pata hai Android kaise Aur Kis ne Banaya ! Aagar NO to Aaj ka post Keval Aapke liye hai to Es Jaroor padhe Aur Share kare.
What is Android in hindi?
Android ek Linux based operating system hai.jise Google dwara viksit kiya gya hai .
Android Phone bnane ka main reason tha ek Touch screen Mobile bnana .
Issi ko Smart Phone kehte hai. Android Phone ek aisa operating system hai jise touch screen dwra access kiya jata hai.
Example-
Tapping , Pinching, Sweeping, VirtualKeyboard
Android Phone se hum gaming , camra, editing etc. features ka use karte hai.
History of Android Phone ?
Aap Ke khayal mein Android kis company ne banaya tha? Google right?? nahin! Android ko banane wale founders aur hain jinke naam ye hai Andy Rubin, Rich Miner aur Chris White. Baad mein jab Google Inc, ne dekha ke ye operating system smartphones ke liye best hai to phir Google walon ne Android ko founders se 2003 mein khareed liya. 2012 se pehle Yahan Pakistan aur India mein kuch logon ko iska elam tak nahin tha lekin dhere dhere logon ko Touch phones ka pata chalta gaya aur aaj kal har doosra shakhs trend ko follow karte hue touch mobile he use kar raha hai.
No comments:
Post a Comment