Sunday 4 September 2016

What is ROOT in Android Phone (Hindi)

                  Hii Frnds.Aaj mai ek new topic laya hu jiska name hai Android ROOT . Yeh ek aise  Process Hoti Hai Jisme Hum Phone Ko Super Power Dete hai .Ya Dusri Tarah Se kahe to ROOT ek aise process hoti hai Jisme Hum Apne Phone ko Ek Super Power Dete Hai . Ya Dusri Tarah Se Yeh Bhi Keh Sakte Hai ki Android Phone ko Super User Permission Dena. Iss Process Me Hota Ye Hai. Agar Koi New Phone Kharidte Hai , To Wo Jis Company Ka hoga To Us Company Ki Kuch Terms and Conditions Hongi . Jise Puri Tarah Se Break Krna He Android ROOT hai.
          Dusri Tarah Ye Bhi Keh Sakte Hai Ki Us Phone Ki Security Ko Break Krna Hai.
Iss Process Me Hum Apni Awaskta Anusar Android Phone ko Customize Or Modefy Bhi Kar Sakte Hai .

Aur Iss Process Se Hone Wale Andvantage Or Disadvantage Kya Hai ?

Advantage:
      
°Upgrade Your Android Device: Android Phone me kuch phone aise hote hai jinme koi update ka options nhi hote . ya unme koi notification nhi aate .agar koi phone hai jisme Kitkat Ya Lolipop Os Installed hai Aur hume Marshmallow me upgrade versions me jana chahte hai . aur hume company ka koi update version bhi nhi mila hai to hum Super Su permission dekar esay way  Marshmellow ka Custom Room Install kr sakte hai . Custom Room kya hoti hai ye mai agle topic btaunga.

°Increase Internal Memory: Android phone ko root bnane ke bad hum android phone ki Internal Memory ko bhi bdha sakte hai . Ab bat aayi Internal memory ko bdhate kyu hai ? To Dosto iska jawab hai . jb phone ki internal memory kam hoti hai usme bade size ke app nhi rakh sakte . inhi sb prblm se Internal Memory ko Bdhaya Jata hai.

  °Increase Ram: Android Phone me RAM bhi bahut important hoti hai . Jis tarah Computer ki main memory RAM hoti hai . Usi prakar Android Phone me Ram bahut important rakhti hai .
Ram ko bdhane se Android Phone Ki Speed increase hogi or yeh sb bina Root ke impossible hai.

°Remove System Apps: Jab New Android Phone Lete hai tb usme kuch apps hote hai jinhe hum system apps kehte hai .system app ko remove karke storage increase kar sakte hai . aur ye sb root krne par possible hai.
       Iss tarah root karne ke or bhi advantage hai .jo yaha important hai wahi maine explain kiya hai .

Disadvantage:

°Loss Company Warranty: Android Phone ko root krne ke bad uski company ki warranty khatam ho jati hai.

°Phone Brick: Android Phone ko root karne agar phone me keval boot logo show ho raha ho means jb phone on karte hai to usme us company ki boot logo show karta hai jis company ka hota hai . Agar Wahi show ho raha hai Or iske aage koi process nhi ho rhi hai ya phone on nhi ho raha hai to aapka phone brick ho chuka hai .
Yhi sbse bda Disadvantage hai.

°Function Stop Working: Android Phone ko Root karne ke bad kuch function aise hote hai jo achhe se work nhi karte ya kam work karna he band kar dete hai .

°Auto App install:  Root karne ke bad kuch app automatically phone me install ho jate hai . phone ki speed pr bhi kafi effect padta hai.

No comments:

Post a Comment